imtiaz replied on Saturday, September 30, 2017 05:51 AM
Respected Sir mai ap se mukhtar nama ki hasyat jannana chahta hu.ager mai kisi ko mukhtar nama likh k deta hu k mera ab es case se koi taluq nai ap jano aur ap ka case.to kya kal ko es case k mutalaq adalat faisala sunati hai jo k humary khelaf ho to us surat mai,saza ho ya jurmana, to adalat kis ka nam nominate kary gi.humy jurmana ho ga ya usko jis k nam hum ny power of attorny di ha,kindly guide kar dayin shukria |