merey khayal may dha phase 9 kee files is wakat 27 lakh may laina bohat be baree bay waqoofee ho gee Wajhi replied on Tuesday, June 12, 2012 07:06 AM
Mr shahid khan aap ko kaun kah rah hai kah aap yeh bewaqoofi karien. bulkey aap phase 9 file 35 pluse mein khareed kar aqalmund bunaney ka sharaf hasil karien. Pakistan mein aap jaisey aqal mundoon ki kami nahi. |